Data Recovery is Possible ? Easy or Hard ? In Hindi

Data Recovery is Possible ? Easy or Hard ? In Hindi.

Aj kal hamare liye data ek bhaut jaruri cheez ban chuki jisko khona samjha sab kuch kho dena.

Jara sochia galti sa apna apni bhaut important Photos or videos or file delet ker di to ap kya keroga ? Ap sochoga ki wo to gai ab bhul jao usa .

Lekin asa nahi h Data Recover ho sakta ha . Apan data ko delete nahi kerta ha apan bas apne OS ko bolte ha bhai tu bhul ja us jagah koi Data ha aur wo bhul bhi jata h lekin data udher ka udher hi raheta h .

Market ma bhaut sare Softwares availabe ha jo data recover ker sakte ha jaise ki Ease Data Recovery .

Ager apki Hard Drive damaged bhi ho jati ha to bhi bhaut experts ha jo us ma sa data recover ker leta ha . Per ager Hard Drive puri tara sa jal gai ya ek ek cheez damage ho gai to uska data recovery nahi ho sakti .

Ager apse koi file delete ho jati ha to us jagah pa kabhi rewrite nahi kera kioki uska baad data recovery mushkil ho jati hai. For an Example -: Apke pass ek copy ha aur uske page no 4 ma kuch likha ha aur apne index sa page no 4 hata dia lekin page to wahi ha na copy ma per apne uske baad page no4 ko hi hata dia than kya keroga ap . Kuch asa hi hota ha apne apni hard drive sa data delte ker dia than ap usko recover ker sakte ho lekin ager apne us jagah dusra data daal dia than mushkil ho jata ha data recovery kerna.

Maine 3-3 saal purane data dekha ha recovery hota hoa . Data Recovery asa ha bhaut aur ap data delete nahi kerta ho bas ap apni hard drive ko bolte ha ki bhai tu bhul ja ki edher ko data tha.


No comments:

Powered by Blogger.